Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSuhagan (1964)
HomeSuhagan (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa aa aa aaaa hmm hmm hmmm hmmmmm bheegi chaandni chhaayi bekhudi aa jaa daal de baahon mein apni baaahen bheegi chaandni chhaayi bekhudi aa jaa daal de baahon mein apni baaahen bheegi chaandni zulfon ka ye andheraa mukhde kaa ye saweraa zulfon ka ye andheraa mukhde kaa ye saweraa tere hi waaste hain baahon ka narm gheraa mera armaan tu hai dil ka toofaan tu hai mere sanam bheegi chaandni chhaayi bekhudi aa jaa daal de baahon mein apni baaahen bheegi chaandni dil ke qareeb aa jaa mere naseeb aa jaa dil ke qareeb aa jaa mere naseeb aa jaa aa meri jaan hai tu saanson mein tu samaa jaa honthon pe naam teraa ulfat hai kaam meraa teri kasam bheegi chaandni chhaayi bekhudi aa jaa daal de baahon mein apni baaahen bheegi chaandni
ek baat poochhti hoon aye dil jawaab dena ek baat poochhti hoon aye dil jawaab dena kyun unki ho gayi hoon aye dil jawaab dena ek baat poochhti hoon nadiya ki lehren machal ke saahil se kyun takraati hain saawan ki bijliyaan tadap kar baadal mein kyun lehraati hai aapas mein pyaar hai dil beqaraar hai mil ke gale kho jaati hai jaati hai jaati hai ek baat poochhti hoon aye dil jawaab dena haan dil jawaab dena ek baat poochhti hoon kiss ki lagan mein ye shamma har raat dil ko jalaati hai chanda ke pyaar mein chakori kyun apni jaan ganvaati hai sholon ki baahon mein chaahat ki raahon mein marr ke bhi zindagi paati hai paati hai paati hai ek baat poochhti hoon aye dil jawaab dena haan dil jawaab dena ek baat poochhti hoon soorat ko dekh ke kisi ki aankhen ye kyun jhuk jaati hain paate hi saamne kisi ko saansen ye kyun ruk jaati hain jiss dil mein chor ho masti ka daur ho aankhen wahin jhuk jaati hain jaati hain jaati hain ek baat poochhti hoon aye dil jawaab dena kyun
mere pyaar mein tujhe kya mila tere dil ka phool na khil saka mere pyaar mein tujhe kya mila tera rang roop ujad gaya ke haseen chehra utar gaya na bahaar hai na singaar hai na koi khushi na qaraar hai mujhe apne aap se hai gila mere pyaar mein tujhe kya mila rahin dil ke dil hi mein hasrten bani zeher pyaar ki raahten tujhe khaa gayin ye khamoshiyan bani chudiyaan teri bediyaan ke ghumon pe kuchh bhi naa bas chala mere pyaar mein tujhe kya mila mere dil yahan se tu chal kahin mujhe koi jeene ka haq nahin main karunga tera hi khatma tere saath apna bhi khatma mera aaj hai yahi faislaa yahi faisla yahi faisla yahi faislaaa aaaaaaaa
tu mere saamne hai teri zulfein hain khuli tera aanchal hai dhalaa main bhala hosh mein kaise rahoon tu mere saamne hai teri zulfein hain khuli tera aanchal hai dhalaa main bhala hosh mein kaise rahoon tu mere saamne hai teri aankhein to chhalakte huye paimaane hain teri aankhein to chhalakte huye paimaane hain aur tere honth larajte huye maikhaane hain mere armaan issi baat pe deewaane hain main bhala hosh mein kaise rahoon kaise rahoon tu mere saamne hai teri zulfein hain khuli tera aanchal hai dhalaa main bhala hosh mein kaise rahoon tu mere saamne hai tu jo hansti hai to bijali si chamak jaati hai tu jo hansti hai to bijali si chamak jaati hai teri saanson se gulaabon ki mehak aati hai tu jo chalti hai to kudrat bhi behak jaati hai main bhala hosh mein kaise rahoon kaise rahoon tu mere saamne hai teri zulfein hain khuli tera aanchal hai dhalaa main bhala hosh mein kaise rahoon tu mere saamne hai
tumhin to meri pooja ho aaaaaaa aaaaa aaaaaa tumhin to meri pooja ho tumhen dil mein basaaya hai tumhin to meri duniyaa ho haan haaan haaaan haaan tumhin to meri duniyaa ho tumhen dil se lagaaya hai tumhin to meri duniyaa ho ibaadat hai nigaahon ki tujhi ko dekh ko sehna teri har baat ko sehna tumhin to mere saathi ho tumhen apna banaaya hai tumhin to meri pooja ho tamanna hai inn aankhon ki tumhaare hi nazaaren hon jahaan dekhun tumhen dekhun haseen jalwe tumhaare hon haseen jalwe tumhaare hon tumhin ne meri manzil ko bahaaron se sajaaya hai tumhin to meri duniyaa ho tumhare haath mein hai ab humari laaj ka aanchal naa beh jaaye kahin dekho humari aankh ka kaajal humari aankh ka kaajal tumhin to meri pooja ho aaaaaaa aaaaa aaaaaa tumhin to meri pooja ho tumhen dil mein basaaya hai tumhin to meri duniyaa ho haan haaan haaaan haaan tumhin to meri duniyaa ho tumhen dil se lagaaya hai tumhin to meri duniyaa ho tumhin to meri pooja ho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bheegi Chaandni Chhaayi Bekhudi Suhagan (1964) 03:18 11906
 
Poster of Suhagan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Mala Sinha
Duration : 03:18   Song Number : 11906   

Ek Baat Poochhti Suhagan (1964) 04:29 14292
 
Poster of Suhagan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:29   Song Number : 14292   

Mere Pyaar Mein Tujhe Suhagan (1964) 03:29 14291
 
Poster of Suhagan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Duration : 03:29   Song Number : 14291   

Tu Mere Saamne Hai Teri Zulfein Hain Khuli Suhagan (1964) 04:20 12141
 
Poster of Suhagan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Duration : 04:20   Song Number : 12141   

Tumhin To Meri Pooja Ho Suhagan (1964) 04:32 11831
 
Poster of Suhagan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:32   Song Number : 11831